Skip to main content

HTML TOTURIAL BY SAHILCODER HEADING TAG AUR PARAGRAPH TAG

HTML TOTURIAL

hello frds me hajir hu sahil aur ajj me batane wala hu ki HTML language ko shikege ager app ek programmer ki field me jana chahte hai toh uski start language se start karte hai shuru karne se pehle jaan lete hai ki HTML Lnguage akhir hoti kya hai

WHAT IS HTML

HTML ka full form hota hai Hyper text Markup language is language ka istemaal ek webpage ko banane ke liye kiya jata hai apne dekha hoga ki ek mistri kese ek gar ko banata hai vese hi devlopers webpsge banate hai html langage me jo bhi code likha jata hai vo ek tag ke ander likha jata hai jese < h1 >< /h1> tag < p > < /p> tag .

  • WHAT IS TAG

  • mene apko uper gi tag ke bare me bataya ki tag kya hote hai html start karne se pehle me apko bata du ki app html language ka koi bhi text likhoge vo ek tag ke ander hi likhna hoga apkp html me kai sare tag ka use sikhna hoga example heading tag ko hum < h1 >< / h1 > tag likhte hai aur ager hume kisi site ke ander kisi dusre webside ka link dena hai toh < a href=""> tag ka istemaal kiya jata hai yese hi bahut sare tag hai jo ki hum is html5 me shikege



  • WHAT IS ELEMENT

  • baat karte hai ki akhir element kya hota hai frds mene apko upper tag ke bare me bataya ki tag kya hota hai ELEMENT bhi tag se juda hua hai element jo hai hum ek tag ke starting aur end tag ke ander likete hai

TAG ELEMENT
html language ko satart karne me tag hi sab kaam karta hai kuch bhi content likhna ho toh tag ka istemaal kiya jatahai Element hi vo content hota hai jo ki hum html ke tag ke ander likhte hai
kisi bhi content ko hum tag ke ander hi likhte hai app kisi tag ko start karte hai toh hame use tag ko close bhi karna hota hai elment ko hume kise bhi tag ke starting aur end tag ke ander hi likhna hota hai
Example < h1 >< /h1>, < p >< /p>, < b >< /b> Example < h1> this is heading< /h1>, < p> this is paragraph< /p> , < b> this is bold< /b>



HTML heading and paragrapg tag

frds HTML language me kai sare tag hai isliye hum is page me sirf html heading tag aur paragraph tag ke bare me discus karege

HEADING TAG

chaliye ye jante hai ki HTML me heading tag ko kese likhte hai frds apne naam se hi jan gaye hoge heading is tag ka kaam heading ka hota hai kisi bhi topic ki main heading app dekh te hai us heading ko isi tag se likha jata hai Heading tag 6 type ke hote hai jisme < h1> se leke < h6> tak hoti hai ye heading tag is tarha kaam karta hai

< h1> THIS IS HEADING< /h1>
< h2>THIS IS HEADINGTHIS IS HEADING
< h3>THIS IS HEADING< /h3> < h4>THIS IS HEADING< /h4>
< h5>THIS IS HEADING< /h5>
< h6>THIS IS HEADING< /h6>



THIS IS HEADING


THIS IS HEADING


THIS IS HEADING

THIS IS HEADING


THIS IS HEADING

THIS IS HEADING

Apne jese uper dekha ager apko ek badi heading chahiye toh ap h1 tag ko use karoge aur ager usse choti heading use karni hai toh ap h3 ya h4 ka istemaal kar sakte hai sabse choti heading ko dalne ke liye app h6 ka upyog kar sakte ho chaliye ab baat karte hai ki paragraph tag ko kese use kar sakte ho

PARAGRAPH TAG


< p>THIS IS PRAGRAPH< /p>



THIS IS PARAGRAPH




hum jub kisi topic ke bare me likhte hai toh sabse pehle ek badi si heading ko dalte hai uske baad us heading jo ki hamara topic hai uske bare me deitail me likte hai frds jo uske bare me likhte hai vo hi hamara paragraph tag ka kam hota hai koi bhi content ko ek p tag ke ander likha jata hai



frds ajj hamne shika ki HTML me heading tag aur paragraph tag ka kya kaam hota hai ise hum kes likte hai ager apko in dono tag me koi bhi problam ho toh muje comment jarur kare me apke sawalo ka jawab jarur duga

Comments

Popular posts from this blog

HTML TUTORIAL by SAHILCODER HTML FORMAT

HTML TOTURIAL hello frds me hajir hu aur ajj hum baat karne wale hai ki html language ko kese start karte hai ek we page ko banane se pehle kese uska interface banaya jata hai " TAG ek html banane me sabse pehle html tag ko likha jata hai ye hi batata hai ki hum html language ko likh rahe hai TAG html tag ke baad ata hai head tag ye ek head tag hai jo ki dikhai nai deta iske ander kai sari internal fils hoti hai jes css fie javascript file iske ander kai sari file ko include kiya jata hai TAG ab baat karte hai title tag ki ye tag ko bhi head tag ke ander dala jata...